Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Imran Imee

Best Quotes OF Hazrat Ali (R.A) | By The Poetry Market

Best Understanding Qoutes Of Hazrat Ali About True Love Hazrat Ali (R.A) jis se muhabbat ki jaye us se muqabla nhi kia jata kisi ko paa lena muhabbat nhi balkay kisi ke dil me jagah  bana lena muhabat hai 

Naaraaz Tum Naaraaz Hum...

Naaraaz Tum Naaraaz Hum Kese Mitaayein Yeh Dooriyaan, Hum Muntazir Tum Bay Khabar Dono Ki Hain Majbooriyan.!

Mujh Se Ab Aur Tamaasha...

Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta, Lay Jaa, Yeh Dikhaaway Ki Hansi Bhi Aa Kr.!

Sabab ronay ka wo poochain to...

Sabab ronay ka wo poochain to itna kehna qaasid, Mujhay hansna nahi aata, Jahan pr tm nahi hotay..!

Hanstay Huay Chehron Ko

Hanstay Huay Chehron Ko Ghamon Se Aazad Na Samjho, Hazaaron Gham Chupay Hotay Hain Halki Si Muskaan Main.!

Phir Say Maazi Ki Yaadon Main Kho Gaye Hum...

Phir Say Maazi Ki Yaadon Main Kho Gaye Hum, Pucha Jo Kisi Ne Mohabbat Ka Safar Kesa Tha.!

Piyar ki kahani mein....

Piyar ki kahani mein such ager mily to, Umer baandh leti hein larkiyan wafaon sy.!

Ajj Koi Neya Zakham Nahi Dia Us Ne..

Ajj Koi Neya Zakham Nahi Dia Us Ne, Qaasid! Pata karo Wo Theak Toh Ha..!

Apnay Matlab Kay ilawa...

Apnay Matlab Kay ilawa Kon Kisi Ko Puchta Ha, Shajar Jb Sookh Jaayein To Parinday Bhi Basera Nahi Krty.!

Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta...

Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta, Le Ja Yeh Dikhaway Ki Hansi Bhi Aa Kr.!

Hamdardiyaan Khaloos Dilasay Tasaliyaan

Hamdardiyaan Khaloos Dilasay Tasaliyaan, Dil Tootnay Kay Bad TAmashay Boht Huay.!